Friday 25 August 2017

Method of Divorce


Reference Talk: https://www.youtube.com/watch?v=lhQpuOAeAUQ


These are the steps one should follow if one thinks divorce is the best solution to one's marriage.

1. One man from the family of the woman, and one man from the family of the man should have a sit down and discuss what the issues are. And who's at fault. And council the one who's fault. Q:"And if they want to resolve an issue, then Allah will put mohabbat in their hearts." This task has to be done by men of the families.

2. Halat e hez main talaq ne di jaye

3. Paki ki halat main shart yeh hai k mubashrat se pehle chore, mubashrat kar li tou is Tuhr main bhi nahin chor sakte

4. Sirf aik talaq per iktifa kia jaye, dusri aur teesri na ki jaye, phir is aik se 3 periods k baad nikah batil hojaye

5. Aur agar wakai bezar hai, tou dosray tuhr ka intezar kare. Phir us main dobara talaq de, phir tesri talaq k liye phir teesray tuhr tak intezar kare. Aur kisi bhi tuhr main ham bistry jaiz nahin.

No comments:

Post a Comment